Welcome to my blog
Aj hum bat kare ge Pakistan drama Chupke Chupke ki Episode #4 ke bare main .
Jesa ke hum ne pichli episode main dekha ke kase sab Hadi ke rishte ko le kar khush hote hain or dusre ghar Amma Fazi k rishte k liye pareshan hoti hain .
Ab hum Bat karte hain k Episode #4 main kaya huwa.
Episode 4 main Fazi k rishte ko le kar Nawab family 2 bare hi sadme main hote hain in sab ko Gull ka shohar( jo k ghar damad or Amma ka batijha hota hain ) ek modren Perni (amma chu mantar) ke bare main btata hain.
Us ke bare main sun sar sab behnu ko hota hain ke waqi hume use bulana chahiye wo Amma ko btati hain Amma b fat se razi ho jati hain ku k Amma ko lagta hota hain k Bebe ne tawiz karwae huwe hain lakin ab masla ye ke jab Fazi ghar na ho tab hi use bulana hain ku ke Fazi ko ye sab Pasqnd nahi hota .
Khair jase hi fazi apni job per jata hain wo log use bulate hain wo bare hi aram se sab ko chuna laga kar sab k kamru main se sab kuch chori kar ke le jati hain . Bebe ko jab Pata lagta hain k unhu n kisi pirni bibi ko bulaya hain to wo kehti hain Allah kare ho Rani har Nawab sahb ne ise pehnaya tha muje jalane ke liye wo chor kar ke le jae or esa hi hota hain Wo jali pirni Rani har ir sab kuch chori kar ke le jati hain or inhe kehti hain ap k ghar ko kisi ki nazar lagi hain main ne dam kiya hain is hi mahine ap logu k ghar shari kisehnaiya baje gi ye sab sun kar Amma buht khush hoti hain .
Khair wo jali pirni sab chori kar kele jati hain .
Thori der bad Fazi ka rishta ata hain un larki walu ko apni beti k sath bate ki bhi shadi karni hoti h wo us k liite bhi larki dhundh rahe hote hain .
Jab ye bat Gull ko pata chalti hain to wo bari khush hoti hain k chalo Fazi k sath choti ka rishta bhi ho har ga wo apni behan ko bulati hain k chini le kar ao wo apni jagha Meenu ko bejh deti hain jesa ke ap sab jante hain hmari Meenu koi bhi kam ghire bina or kuch ghorae bina karti nahi to same jab chini lati hain to enter hote sath ghir jati jain Amma ki jan nikal jati hain ke mare Jahez ke bartan toot gae .
Khair Fazi k susral walu ko Meenu buht pasand ati hain wo kehte hain ke hum n Apne bete ki shadi Meenu se karwani hain Meenu k rishte k baare main sun kar Gull ki hawaiya hi ur jati hain or yaha Episode 4 khatam ho jati hain😁.
To kasi lagi aj ki episode aghar achi lagi to zaroor Comment kigiea ga .
THANK YOU.
THE END
Zabardast
ReplyDelete