Skip to main content

CHUPKE CHUPKE Episode 3

 Welcome to my blog 


Aj hum bat kare ge Pakistan drama Chupke Chupke ki Episode #3 ke bare main .

Jesa ke hum ne pichli episode main dekha ke  kase sab Hadi or Fazi  k rishte k liye parshan hote hain  .


Episode #3 main dikhaya gaya hain ke jab Rumi ko pata chalta hain ke fazi ka rishta paka kiya hain to sab chor ke apne maike a jati hain or A kar rina dhona dhal deti hain is bat par behas hoti hain phir a ha kar us rishte se inkar kar  dete hain . Meenu chat s Fazi ki bate sunti hain use lagta hain Fazi kisi s payar karta hain wo pure khandan main ye bat phila deti hain jab sab Fazi ki behne or dadi Fazi k rishte k liye pareshan hoti hain to Mirchi jo ke Meenu ki choti behan hoti h sab k samne Fazi ko bolti hain Fazi bhai ap un ka nam btae na jin s ap payar karte hain Fazi hiran ho jata hain or puchta hain kon si larkii kehti hain jis se ap payar karte hain ye bat sun kar Fazi ki dadi or behne gham k mare ghir jati h or rona shiru kar deti hain ke hume Fazi n kuch nahi batya ye wo.

 

Fazi ke ghar wale sab pareshan ho jate hain rona dhona dhal lete hain ke fazi kisi se payar karta hain   or sab Fazi se Naraz ho jate  hain Fazi gusse main Meenu k pas jata h or chcha ko sab btata hai  mobile check karne par pata chalta hain ke Fazi Rumi yani apni beahn se bar kar raha tha wo apni nand ki shadi Fazi s karwana cha rahi hoti hain.


Meenu ko dant parti h or Fazi s Sorry bolti hain .


Fazi apne sab ghar walu ko btata hain to ye mamla kuch behtar hota hain .


Phir Hadi ki Maa ati hain or bebe ko btati hain ke Hadi ki photo ki Canada wali family ko pasand ai h wo Hadi ka rishta mangh rahe hain larki Canada main hi rahe ki or Hadi ko sath le jae vi nikha online ho ga khushi k mare pura ghar wale  uchalne lagte hain Meenu ka abba khush ho jata hain k kharcha nahi ho ga ku k un ko kanjus type ka btaya gaya hain .


Ye Bat Amma logu ko pata chalti hain to Amma ka BP low ho jata hain or rona dhal deti hain ke muje apne Mithal yani Fazi ki shadi Hadi s pahle karni hain .


Dusri taraf Meenu n apni dost ki Birthday per jana hota hain to wo Fazi  se juth  bolti hain ke us k college k chokidar ki beti ki shadi hain use pase dene hain udar chahiye Fazi ise 2 hazar deta hain .


Kuch der bad Fazi guzar raha hota hain to wo Meenu or us k Crime partner ki bate sun leta hain k Meenu n juth bol kar pase liye wo gussa hota hain Meenu kehti hain k muje koi nahi pakar skta  Meenu jase hi piche dekhti hain  piche Fazi hota hain wo use dekh kar dar jati hain or ye Episode khatam ho jati hain😁😁😁😁.


Aghar ap ko blog acha laga to comment main zaroor btaye ga.


                     THE END        

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Kashmir ko Haqq do Bharat Lyrics Shehzad Roy

  A   Kashmir   Day   Special   song   (Kashmir   Ko   Haqq   Do   Bharat   Lyrics)  by   Shehzad   Roy. It   focuses   on   showing   Pakistan’s   support   and   unity   with   the   people   of   Indian-occupied   Kashmir,   their   ongoing   freedom   struggle,   and   to   pay   homage   to   Kashmiri   martyrs   who   lost   their   lives   fighting   for   Kashmir’s   freedom. Kashmir ko Haqq do Bharat Lyric کشمیر کو حق دو بھارت لام لگتے ہیں تمہارے کیا غلام لگتے ہیں تمہارے جو ایسے زنجیر میں کھڑے ہیں یہ کیسے معصوم خوں بہائے یہ کس کے کشمیر ...

Raqs-e-Bismil Episode 1 Story Review

          After a long time, I was genuinely excited to watch the opening episode of a drama and unlike Dunk, Raqs-e-Bismil’s first episode was faultless. From the first scene to the last one, every scene was well-put-together and meaningful.  حسرتیں کب پوری ہوتی ہے  کوئی نہ کوئی گھاٹا تو رہ ہی جاتا ہے یہ صدا کا خسارہ ہے ایک سکھ دروازے سے داخل ہوتا ہے تو دوسرا کھڑکی سے رخصت ہوجاتا ہے انسان کا ظرف خوشی اور مسرت  سمیٹنے کے قابل نہیں ہے یہ غور کرنے کی بات ہے انسان دنیا میں پلٹنے کے لیے آیا ہے جو پایا ہے وہ سب کھو کر واپس پلٹ جانا ہے  تو پلٹنے کے لیے تیار ہو جاو یہ دنیا دل لگانے کی جگہ نہیں ہے۔   اللہ اکبر اللہ اکبر There were no ‘desperate’ attempts to get the viewers’ attention and most importantly it was a well-written and brilliantly executed first episode with mind-blowing performances. This first episode was also fast-paced which added to its entertainment value. Imran Ashraf and Mehmood Aslam’s performances stood out more th...

Raqs-e-Bismil – Complete Cast

  Written by:  Hashim Nadeem  Directed by:  Wajahat Rauf Produced by:  Showcase Productions & MD Productions Channel:  HUM TV Schedule:  Every Friday at 8 pm Complete Cast Imran Ashraf Sarah Khan Zara Sheikh Momin Saqib Javeria Abbasi Mehmood Aslam Nida Mumtaz Gul-e-Rana      Rashid Farooqui    Saleem Mairaj     Furqan Qureshi    Anoushay Abbasi     

AULAAD DRAMA CAST

https://muqadireaction.blogspot.com/   Aulaad Cast In Real Life The drama is airing on ARY these days.   I t seems like the drama is all set to take the audience on a roller coaster ride of emotions and suspense. In this article, we will be talking about the real-life of the cast of the drama serial Aulaad. 1: MINSA MALIK 2: HINA JAVED  3: NABEEL ZUBERI  4: SUNITABMARSHAL  5: FURQAN QURESHI  6: MUHAMMAD AHMED  7: MARINA KHAN Minsa Malik Minsa Malik is a newbie of the Pakistan media industry. Minsa Malik started her drama career in 2017 with the drama serial Shahid in which she played a minor role. She then appeared in Deedan and played the character of Palwasha. Minsa Malik is currently playing the character of Afshaan in the blockbuster serial Nand. Minsa Malik has done bachelors in Psychology. Minsa Hails from Karachi and she is the eldest sister of 3 other siblings. Hina javed Hina Javed is the younger sister of Sana Javed. Hina made her acting...