Skip to main content

Khuda Aur Mohabbat 3 episode 2 Story Review



 khuda aur mohabbat ki pahli episode main hum ne dekha ke kase fahdi ko exam hall se bahir nikal diya jata hain . Ye bat us ke abba ko un ka parosi btata hain jis per faddi ke abba buht gussa hote hain or use thapper marte hain. 

Ab bat ati hain episode 2 ki jo ke buht hi maze ki thi . Is episode  main faddi ke abba fadi per gussa hote hain or buht bate sunate hain or kehte hain ke ye larka nakama hain phir fadi ke abba fadi ko marte hain jis main fadi ke bhai ko b abba se mar par jati  hain . Fadi gusse main a kar chatt per chala jata hain or buht rota hain wah us ki behan or bhai use chup karwate hain or kehte hain kr tumhe pata hain abba ki adat hi assi hain wo tumhe le kar buht pareshan rehte hain itne main chat se un ki dost puchti hain ke kaya huwa fadi ko gussa ata hain or kehta hain ye sab tumhare abba ki wajha se ho raha hain . Or phir rota hain or krhta hain '' Ek DIN MAIN CHALA JAU GA PHIR KABI WAPIS NAHI AU GA OR SAB PHIR DUNDATE REHNA''

Ye ek boht hi emotional scene tha . Or ye ke kar fadi waha se chala jata hain. 


Dusri taraf mahi apne dost ki shadi enjoy kar rahi hoti hain or ghane waghera gha rahe hote hain .

Aghle din fadi  ke abba fadi ko bulate hain or kehte hain ke m n sifarish ki hain tum aj se  ye sith Nisar ke han kam kare ga on ke ghar kuch functions hain shadi ke un un ki madad karni hain use . 

Dusri taraf Seth Nisar phone per bat kar rahe hote hain yad rahe Seth Nisar Mahi ki Dost ke Abba hain wo kisi mehman ke ane ki bat kar rahe hote hain  Mahi un se kehti hain Uncle ap pareshan na ho main un ka es welcome karu ki ke wo sari life yad rakhe ge .........

Ghar main shadi ke FUnctions ho rahe hote hain Or fadi ka dost use waha drop karta hain . 
fadi andar jata hain Maho ko lagta hain ke ye larkaa hi guest hain  wo fadi ka welcome karti hain use andar le jati h use guesst room dekhati hain fadi heran hota hain ye kaya huwa main  to kam ke liye aya hu to muje itni izat ku mil rahi hain .

Mahi ko thori der bad pata chalta hain ke fadi mahman nahi hain wo gusse main a kar  fadi ko buht sunati hain or use kmre main se bahir nikal deti hain .

Fadi phir heran hota hain or use kehta hain ke tum paghal ho apne damagh ka ilaj karwao .

Phir Nasir sahb mahi ko bulate hain or kehte hain ye mera new maneger hain ise sab kam bta do .

khair Mahi gussa hoti hain faddi se buht kam leti hain.

Fadi ke kam se Nasir sahb buht khush hote hain  or kehte hain tum buht kamyab ho ge buht 
aghe jao ge . Fadi kehta hain ye bat ap mare abba ko btae unhe lagta hain main ek nakama insan hu hain ye bat hain k muje parhai achi nahi  lagti  Nasir shb fadi ko kehte hain ke beta degres ka hona zaruri nahi hunar hona chahiye phir wo use khush ho kar  us ki tankhuwa dete hain .

phir drama ke akhir main dikhate hain ke Mahi Fadi ke liye juice le kar ati hain or use kehti hain sorry Fadi use kehta hain nahi baba abhi tum muje ye do gi phir rat tak khana b nahi do gi . Mahi kehti sorry kal main gussa thi kaya tum muj se dosti karo ge  . Fadi kehta hain  
''Dosti  , dosti matlab bhi pata hain kitna bara hain kaya mani hote hain is ke bure waqt main sath khara rehna parta hain''.

Mahi kehti hain muje pata hain dosti ka mtlb . phir Mahi Fadi ko juice deti hain ke pi lo main is me zahar nahi malaya aghar lagta hain ke is main zahar hain to main pee leti hu Fadi us ke hath se juice le kar pee leta hain or dono dosti kar lete hain.

                                                          The End.

 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Kashmir ko Haqq do Bharat Lyrics Shehzad Roy

  A   Kashmir   Day   Special   song   (Kashmir   Ko   Haqq   Do   Bharat   Lyrics)  by   Shehzad   Roy. It   focuses   on   showing   Pakistan’s   support   and   unity   with   the   people   of   Indian-occupied   Kashmir,   their   ongoing   freedom   struggle,   and   to   pay   homage   to   Kashmiri   martyrs   who   lost   their   lives   fighting   for   Kashmir’s   freedom. Kashmir ko Haqq do Bharat Lyric کشمیر کو حق دو بھارت لام لگتے ہیں تمہارے کیا غلام لگتے ہیں تمہارے جو ایسے زنجیر میں کھڑے ہیں یہ کیسے معصوم خوں بہائے یہ کس کے کشمیر ...

Raqs-e-Bismil Episode 1 Story Review

          After a long time, I was genuinely excited to watch the opening episode of a drama and unlike Dunk, Raqs-e-Bismil’s first episode was faultless. From the first scene to the last one, every scene was well-put-together and meaningful.  حسرتیں کب پوری ہوتی ہے  کوئی نہ کوئی گھاٹا تو رہ ہی جاتا ہے یہ صدا کا خسارہ ہے ایک سکھ دروازے سے داخل ہوتا ہے تو دوسرا کھڑکی سے رخصت ہوجاتا ہے انسان کا ظرف خوشی اور مسرت  سمیٹنے کے قابل نہیں ہے یہ غور کرنے کی بات ہے انسان دنیا میں پلٹنے کے لیے آیا ہے جو پایا ہے وہ سب کھو کر واپس پلٹ جانا ہے  تو پلٹنے کے لیے تیار ہو جاو یہ دنیا دل لگانے کی جگہ نہیں ہے۔   اللہ اکبر اللہ اکبر There were no ‘desperate’ attempts to get the viewers’ attention and most importantly it was a well-written and brilliantly executed first episode with mind-blowing performances. This first episode was also fast-paced which added to its entertainment value. Imran Ashraf and Mehmood Aslam’s performances stood out more th...

Raqs-e-Bismil – Complete Cast

  Written by:  Hashim Nadeem  Directed by:  Wajahat Rauf Produced by:  Showcase Productions & MD Productions Channel:  HUM TV Schedule:  Every Friday at 8 pm Complete Cast Imran Ashraf Sarah Khan Zara Sheikh Momin Saqib Javeria Abbasi Mehmood Aslam Nida Mumtaz Gul-e-Rana      Rashid Farooqui    Saleem Mairaj     Furqan Qureshi    Anoushay Abbasi     

AULAAD DRAMA CAST

https://muqadireaction.blogspot.com/   Aulaad Cast In Real Life The drama is airing on ARY these days.   I t seems like the drama is all set to take the audience on a roller coaster ride of emotions and suspense. In this article, we will be talking about the real-life of the cast of the drama serial Aulaad. 1: MINSA MALIK 2: HINA JAVED  3: NABEEL ZUBERI  4: SUNITABMARSHAL  5: FURQAN QURESHI  6: MUHAMMAD AHMED  7: MARINA KHAN Minsa Malik Minsa Malik is a newbie of the Pakistan media industry. Minsa Malik started her drama career in 2017 with the drama serial Shahid in which she played a minor role. She then appeared in Deedan and played the character of Palwasha. Minsa Malik is currently playing the character of Afshaan in the blockbuster serial Nand. Minsa Malik has done bachelors in Psychology. Minsa Hails from Karachi and she is the eldest sister of 3 other siblings. Hina javed Hina Javed is the younger sister of Sana Javed. Hina made her acting...