Skip to main content

Khuda Aur Mohabbat 3 episode 1 Story Review



 Aj khuda or muhabat ki pehli episode shaya hui . Jis n buht hi umdha record bnaya hain . 2 din main YouTube per 10 M views k sath trend kar rahi hain . Ye drama har pal geo per shaya huwa . Is drame ka aghaz is k nihayat hi khubsurat ost s kiya gaya tha jis k bad Pakistan k sher multan ka view karwaya gaya . Jis ka agaz Tomb of Shah Rukn e Alam (Bahauddin Zakaria) s kiya . Jo ke ek nihayat hi khobsurat manzar tha .  


Phir kahani start hoti hain jaha feroz khan jo k freed nickname feedi k nam s kardar ada kar rahe hain un k vhar na manzar dikhaya jata hain jo k buht hi khubsurat tha feeroz khan jo k BA k exam dene ki tayari kar raha h lakin als m wo cheating k plans bnata h . Dusri taraf iqra aziz jo k Mahi ka kardar ada kar rahi hain jo k ek buht hi ameer ghar ki beti hain Sha pariwar s us ka taluk h . Mahi Qazim shah ki beti hain. 

Mahi buht hi ladli beti hoti h apni family main wo apni dost ki shadi attend karne Bahawal pur se lahore apni bhahi k sath ati hain. 

Mahi ko train k safar ka shoq hota hain to wo train k zariye safar teh karti hain .

Dusri taraf dekhaya gaya hain k feedi (feroz khan)  exams me cheating ki tayari kar raha hota h wo apne abu k coat main parchiya chupata hain or use rakhta h k naha k peh k paper dene jau ga itni der m us ki ami ati h or wo wo wala coat dhone k liye le jati hain . Jab feedi bahir a kar coat dhundta hain to use nahi milta wo apni ami s puchta hain to us ki ami kehti h wo to main ne dho diya . 

Jaha wo shocked ho jata hain or kehta h feedi beta ab tu gaya .

Phir wo paper dene jata h or paper na use or na us k friends ko ata h to khali paper chor kar charo bahir a jate hain .  Feedi kafi pareshan hota hain apne dostu s kehta hain aghar ase gahr gae to ghar walu ko pata chal jae ga . Dusri taraf Mahi shor karte huwe ati h k us ka nila dhubata nahi mil raha  ... wo apni mulazma s puchti h to pata chalta hain k wo to Bhawal pur hi bhul ai h  jis per Mahi naraz ho jati h chu k hum ne piche btaya ke Mahi buht ladli hoti h 😂 phir MAHI ki dost use kehti h naraz na ho hum shopping karne chalte hain kafi minatu k bad Mahi razi hoti h or Mall k liye rawana hoti hain . Us taraf Feedi b Apne dostu k sath Mall jata h . 


Ye ek buht ki Khobsurat scene tha 

Jaha Mahi or Feedi dhoni mall m hote h ek dusre k pas s guzar rahe hote hain lakin unhe andaza tak be nahi hota k kismat unhe kaha le kar jane wali h abhi to buht anjan h ek dusre se  lakin jald hi ek dusre k ishq m mubtala hone wale hain . 


Khair phir feedi ghar ata hain or us k baba puchte h paper kesa huwa kehta h buht acha huwa jab k pareshan hota h ...... 


Ek or scene jis main junaid khan or Mirza  Zain baig  tomb of shah rukhne Alam main dahil hote h or  junaid khan andar salam karne jata h or mirza  zain bqig bahir khara rehta h .

Yad rahe mirza Zain baig   ek amir larka h or Sajawal nami shahs ka beta hain. Tomb per use ek  baba g milte h jo use kehte h train k raste s mat jao warna sab kho betho ge wo un ki bat ko seroius nahi leta or  train ka safar karta h multan s Lahore tak waha station per wo Mahi s milta h or use Mahi s ishq kar bethta h . Wo apne admiyu ko kehta h pata karo kon h wo larki . Us k dost use dekhte h to kehte h lagta h hmare yar ko ishq ho gaya h . ......... 


Phir aghle din feedi k baba ghar a rahe hote hain to raste m un ka parosi unhe milta h or un s bate karta h or batu batu main btata h k use feedi k examiner n btaya hain k feedi oaper khali chor kar aya h is bar be fail ho jae ga . Ye sun kar feedi ka abu gusse main a jate hain or ghar ja kar feedi ka intezarr karte hain jab feedi aya to wo puchte hain k papers ka result kesa aye ga  feedi kehta h acha ae ga .....

Feedi k baba zoor s Feedi ko thapar marte hain . 


                       THE END 



Agli episode buht maze ki hone wali hain .😍

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Kashmir ko Haqq do Bharat Lyrics Shehzad Roy

  A   Kashmir   Day   Special   song   (Kashmir   Ko   Haqq   Do   Bharat   Lyrics)  by   Shehzad   Roy. It   focuses   on   showing   Pakistan’s   support   and   unity   with   the   people   of   Indian-occupied   Kashmir,   their   ongoing   freedom   struggle,   and   to   pay   homage   to   Kashmiri   martyrs   who   lost   their   lives   fighting   for   Kashmir’s   freedom. Kashmir ko Haqq do Bharat Lyric کشمیر کو حق دو بھارت لام لگتے ہیں تمہارے کیا غلام لگتے ہیں تمہارے جو ایسے زنجیر میں کھڑے ہیں یہ کیسے معصوم خوں بہائے یہ کس کے کشمیر ...

Raqs-e-Bismil Episode 1 Story Review

          After a long time, I was genuinely excited to watch the opening episode of a drama and unlike Dunk, Raqs-e-Bismil’s first episode was faultless. From the first scene to the last one, every scene was well-put-together and meaningful.  حسرتیں کب پوری ہوتی ہے  کوئی نہ کوئی گھاٹا تو رہ ہی جاتا ہے یہ صدا کا خسارہ ہے ایک سکھ دروازے سے داخل ہوتا ہے تو دوسرا کھڑکی سے رخصت ہوجاتا ہے انسان کا ظرف خوشی اور مسرت  سمیٹنے کے قابل نہیں ہے یہ غور کرنے کی بات ہے انسان دنیا میں پلٹنے کے لیے آیا ہے جو پایا ہے وہ سب کھو کر واپس پلٹ جانا ہے  تو پلٹنے کے لیے تیار ہو جاو یہ دنیا دل لگانے کی جگہ نہیں ہے۔   اللہ اکبر اللہ اکبر There were no ‘desperate’ attempts to get the viewers’ attention and most importantly it was a well-written and brilliantly executed first episode with mind-blowing performances. This first episode was also fast-paced which added to its entertainment value. Imran Ashraf and Mehmood Aslam’s performances stood out more th...

Raqs-e-Bismil – Complete Cast

  Written by:  Hashim Nadeem  Directed by:  Wajahat Rauf Produced by:  Showcase Productions & MD Productions Channel:  HUM TV Schedule:  Every Friday at 8 pm Complete Cast Imran Ashraf Sarah Khan Zara Sheikh Momin Saqib Javeria Abbasi Mehmood Aslam Nida Mumtaz Gul-e-Rana      Rashid Farooqui    Saleem Mairaj     Furqan Qureshi    Anoushay Abbasi     

AULAAD DRAMA CAST

https://muqadireaction.blogspot.com/   Aulaad Cast In Real Life The drama is airing on ARY these days.   I t seems like the drama is all set to take the audience on a roller coaster ride of emotions and suspense. In this article, we will be talking about the real-life of the cast of the drama serial Aulaad. 1: MINSA MALIK 2: HINA JAVED  3: NABEEL ZUBERI  4: SUNITABMARSHAL  5: FURQAN QURESHI  6: MUHAMMAD AHMED  7: MARINA KHAN Minsa Malik Minsa Malik is a newbie of the Pakistan media industry. Minsa Malik started her drama career in 2017 with the drama serial Shahid in which she played a minor role. She then appeared in Deedan and played the character of Palwasha. Minsa Malik is currently playing the character of Afshaan in the blockbuster serial Nand. Minsa Malik has done bachelors in Psychology. Minsa Hails from Karachi and she is the eldest sister of 3 other siblings. Hina javed Hina Javed is the younger sister of Sana Javed. Hina made her acting...