Groove Mera | HBL PSL Official Anthem 2021 | Naseebo Lal, Aima Baig & Young Stunners |
Music Produced by Xulfi Agency: Giraffe Pakistan Composed by Xulfi and Adnan Dhool Lyrics: Adnan Dhool, Young Stunners (Talha Younus, Talha Anjum) Associate Music Producer: Bilal Haider Executive Producer: Muhammad Ibrahim Operations Manager: Saad Mansoor Vocals: Naseebo Lal, Aima Baig, Young Stunners Recorded and Mixed by Xulfi @ Xth Harmonic Mastered by Chris Gehringer @ Sterling Sound, Edgewater NJ. Production House: Seeme Production Executive Producer: Shehzad Ahmed Producer: Madiha Majeed Director: Fida Moin DOP: Zain Haleem Post Producer: Faisal Shaikh Edit: Ahsan Raza Grade: Tahir Moosa Post and animation: Owais Roy, Post Island
Muje lagta hain ke ek buht hi umda Anthem . Jo ke Naseebo lal , Aim baig or young stunners n ghaya hain . IS Anthem ko buht tankeed ka nishana bnaya gaya hain ku k is ko legend Naseebo lal n gaya hain . Han main ye bat manti hu ke Naseebo lal ka taste hum s different hain . lakin inhu n phir b buht ache se gaya hain . IS anthem ko tankeed ka nishana sirf is liya bnaya hain ku k is main un n [ve] ka lafz istemal kiya hain . ku k un k songs jase ke [gujra ve] tha unhu n is m b [ve] ka lfz istemal kiya hain .
wo hmari legent h hmare parents k dor ki singer hain . hume un ki respect karni chahiye na k mazak urana chahiye .
jaha tak baki bat h aima Baig ki yeah un ka part un k mayar ka nahi tha ku k wo hmare dore ki umdha singer h jin k duniya bhar s fan hain unhu n apna wo hunar nahi dikhaya . or ab bat ati hain young stunners ki to unhu n b buht ache s apna part play kiya wo abhi new hain hume unhe sport krna hain na k un ki himat torni hain .
Or jaha tak bat hain Ali Zafar ki to koi shak nahi k unhu n hmesha awam ka dil jita hain or beshak un ka muqabla koi nahi kar sakta .
UN ki wo lines jo aj b sab ki zuban p hain
''sochoo to is khail khail main hum sab k mail mail main yade kahi reh jae gi kuch hare ge kuch geet jae ge phir ghar sare chgale jae ge khushiya kahii mil jae gi
ek din tu na mile ga
tera nam phir be rahe ga
hud ko khudi main mila de
phir dill se jaan laga de ''
👍👍🥳
ReplyDelete👌👌L
ReplyDelete👌👌
ReplyDelete💯
ReplyDelete