In a brief conversation with Something Haute , Feroze only shared that " Khuda Aur Mohabbat 3 will be amazing, Insha'allah."
Abhi tak 4 teaser ae hain jo ek s bhar ke ek hain.
4the teaser main dekha gaya hain ke Junaid khan Feroz khan s kehte hain [jo ke mazar main bathe hain] k '' jugiyu k jugh kabi khatam nahi hote .Albata rog lagh jae to wo sari zindagi sath nibate hain. Suna hain me n kuch or be bemar hain jo apni tabib ki talash main yaha chale ate hain akhir asi kaya shifa hain tumhare pas?
Feroz khan: kash mare pas koi shifa hoti main to hud kisi ki shifa ki talab main dar ba dhar batak raha hu.
Iqra Aziz: Use kahe yaha se chala jae aghar wo na gaya to main tut k reza reza ho jau gi.
Feroz khan: ek chandani ki diwar torna shayad ek payar bharai diwar ko torne se ziyada mushkil hota hain.
💔


Woww great👍
ReplyDeleteNice ❤️
ReplyDelete